sonu nigam dhanya dhanya naari jeevan Lyrics

Hindi Song t__le: Dhanya Dhanya Naari Jeevan
Hindi Movie/Album Name: SONU NIGAM - CLASSICALLY MILD
Singer(s): SONU NIGAM

(Kaliya khadi..ya.. main..
Kaliya ladi..ya.. main) - 2
Kadara na ho ya meriya..

(Dhanya dhanya naari jee..van
Auro ko hi tu arpan) - 2
Apane liye tu.. so..che na...

Dhanya dhanya naari jee..van
Auro ko hi tu arpan
Apane liye tu soche na...

Maahe kabhi tu....
O maahe kabhi.., maahe kabhi tu.. beti...

(Premika hai kabhi...
Patni behan si..) - 2
Jaa..ne jag tujhe kyun puje na...

(Dhanya dhanya naari jee..van
Auro ko hi tu arpan) - 2
Apane liye tu soche na...

Iss jee..van ke..
Har mau..sam ka
Hai aa..karshan tu.....

Ha... sang se te..re
Rang hai saa...re
Ru..p ka darpan tu....

Chhalake toh saari..
Duniya pe chha..ye

Simate toh keval
Mann mein samaye..

Jiveet yeh devi khoye na......

Dhanya dhanya naari jee..van
Auro ko hi tu arpan
Apane liye tu soche na....

Jab tujhpe.. main
Geet likhu lage
Shabd bahot kam hai....

Phir bhi jee..van
Ke udgam ki..
Palake kyun.. nam hai....

Naye ghar jaaye..
Vansh badhaaye...

Khusiya baa..te
Pyar lutaaye..

Khulake kabi tu roye na...

Dhanya dhanya naari jee..van
Auro ko hi tu arpan
Apane liye tu soche na....

(Kaliya khadi..ya main
Kaliya ladi..ya main) - 2

Kadara na ho ya.. meriya...

Maahe kabhi tu......,
Maahe kabhi tu......,
Maahe kabhi tu... be..ti....

(Premika hai kabhi..
Patni behan si) - 2

Jaane jag tujhe
Kyun puje na.....

Dhanya dhanya naa..ri jee..van
Auro ko hi tu arpan
Apane liye tu soche na....

See also:

113
113.64
Luis A. Posada Me tomas o me dejas Lyrics
Bum Kanikuly (Jam.Boxx Radio Edit) Lyrics