udit naryan kyun ki Lyrics

kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham - 2
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
hamare dil ki tum thodi si kadar kar lo
ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

tune o jaana deewana kiya hain
deewana kiya is kadar - 2
chahat mein teri bhulaya jahaan ko
na dil ko kisiki khabar - 2
rago mein mohabbat ka ehsaas jara bhar lo
ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

tumse hain saansein tumse hain dhadkan
tumhise hain deewangi - 2
rab ne hame di hain tumhare liye zindagi
tumhare liye zindagi
wada sang jeene ka tum jaane jigar kar lo
ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

See also:

114
114.85
Sasa Matic 2005 Kralj izgubljenih stvari Lyrics
Noiszart Phantom Lyrics