Call Bichar Ke Bhi Lyrics

Madhosh houn..guum houn kahain
Aao yahaun...younhi kabhi

Khamosh houn beqarar houn
Aao yahaun tum aik baar

Aansoun main chupaye hain saaraye ghum
Chahat teri na ho k__...bus yehi dua

b____ar kay bhi alag na ho saka mujh say tou....
Teri yaad hai saanoun main rahi har dum
Kabhi socha na tha keh kabhi woh qadam
Chor jaingaye mujhe...

Chup main nahi..na bayzuban
kuch tou suno younhi sahi
Keh do jo tum bus aik baar
Meray ho tum..younhi kabhi

Aansoun main chupay hain saraye ghum
Chahat teri na ho k__....bas yehi dua

b____ar kay bhi alag na ho saka mujhsay tu
Teri yaad saansoun main rahi har dum
Kabhi socha na tha kay kabhi woh qadam
Chor jaingaye mujhe

Sadioun ki hai yeh lagun
Kaisay kar doun main khatam
Aagaye bhi hain aur jahaun
Abb shoro hai nayi dastaan

Aansoun main chupay hain saraye ghum
Chahat teri na ho k__....bas yehi dua

b____ar kay bhi alag na ho saka mujhsay tu
Teri yaadain saansoun main rahin har dum
Kabhi socha na tha kay kabhi woh qadam
Chor jaingaye mujhe

Chor jaingaye mujhe
b____ar kay bhi
Chor jaingaye mujheee...

See also:

114
114.102
By Didi Naff Tak Seindah Cinta Yang Sem Lyrics
masih ADA BAND Lyrics