mysterious man Farishta Nahin Mein Lyrics

Farishta nahi mein 3
Jo ishq na kar saku

Farishta nahi mein 3
Jo ishq na kar saku 3

[Kitabo mein lipti hui
koi mein kahani nahi ]2

Mein zinda faasana tera
Meri aankhon mein saasein leti hai
Ek zindagi

Masiha nahi hoon 3
Jo ishq na kar saku 3

[Kinaro pe dooba hoon mein
wafaon mein uljha hoon mein ]2

Tera hi junoon hai mujhe

Teri yaadon ko sajda karti hai awargi

Mein lamha nahi hoon 3
Jo phir na aa saku 3

*********** by mysterious man ***********

See also:

118
118.29
Bua feat.AB Normal อย่าทำให้ฉันรักเธอ Lyrics
backsteet boys as long as you love me Lyrics