Jannat Door Na Ja Lyrics

Tera chehra meri aankhon mein
Basa, rehne de
Khud ko, thoda sa kahi
Mujh mein bacha, rehne de
Door na ja, Door na ja
Door na ja, Door na ja
Door na ja, Door na ja

Aajke baad mera sara safar, tanha hai
Aur tere saath ka bhi akhir yeh, lamha hai
Aur kuch der mujhe
Aur Kuch der mujhe
Khud se judaa rehne de
Aur Kuch der mujhe khud se judaa rehne de

Door na ja, Door na ja
Door na ja, Door na ja

Ab kahin jake mere dil ko yeh, lagta hai
Yaar ki baahon mein meri jannat ka jahan, basta hai
Aur kuch der mujhe
Aur Kuch der mujhe
In mein bandha rehne de
Aur Kuch der mujhe in mein bandha rehne de

Door na ja, Door na ja
Door na ja, Door na ja

See also:

118
118.72
Elton/George Micheal Elton John & George Michael - Dont let the Sun go Down Lyrics
HECTOR "EL FATHER" CON WISIN & YANDEL EL TELEFONO Lyrics