udit narayan, pamela jain Dil Leke jaan leke Lyrics

Dil leke
Haan
Jaan leke
Haan
Teri gali mein main aa gaya
Dil leke
Haan
Jaan leke
Haan
Teri gali mein main aa gaya
Aaja agar tujhe aana hai
Aana hai
Vaapas mujhe nahin jaana hai

Jaana hai
Mushkil yeh vaada nibhaana hai
Yeh soch le saathiya
Dil leke
Haan
Jaan leke
Haan
Teri gali mein main aa gayi
Aaja agar tujhe aana hai
Aana hai

Vaapas mujhe nahin jaana hai
Jaana hai
Mushkil yeh vaada nibhaana hai
Yeh soch le saathiya
(Haal aisa rahega agar
Hum to deewane ho jaayenge) - 2

Humko dhoondegi duniya kahan
Ek duje mein kho jaayenge
Bas jo kehna tha keh liya
Bas jo sunna tha sun liya
Aaja agar tujhe aana hai
Aana hai

Vaapas mujhe nahin jaana hai
Jaana hai
Mushkil yeh vaada nibhaana hai
Yeh soch le saathiya
Dil leke
Haan
Jaan leke
Haan
Teri gali mein main aa gaya
Mera aanchal zara thaam le
Apna saajan bana loon tujhe
Haan mera aanchal zara thaam le
Apna saajan bana loon tujhe
Baith jaa tu mere saamne
Apne dil mein basa loon tujhe
Aaj hi sab kuch kar liya
Jee liya maine mar liya
Aaja agar tujhe aana hai
Aana hai

Vaapas mujhe nahin jaana hai
Jaana hai
Mushkil yeh vaada nibhaana hai
Yeh soch le saathiya
Dil leke
Haan
Jaan leke
Haan
Teri gali mein main aa gaya
Dil leke
Haan
Jaan leke
Haan
Teri gali mein main aa gayi
Aaja agar tujhe aana hai

Vaapas mujhe nahin jaana hai
Mushkil yeh vaada nibhaana hai
Yeh soch le saathiya
Yeh soch le saathiya
Yeh soch le saathiya
Yeh soch le saathiya

See also:

119
119.35
DINO MERLIN Da ti kazem sta mi je Lyrics
Hayseed Dixie Unforgiven Lyrics