Sonu Nigam Lucky - Sun Zara Lyrics

sun zara, soniye sun zara - 4
aaj khamoshiyon se
aa rahi hai sadaa
dhadkane hai deewani
dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun zara
sun zara soniye sun zara
aaj khamoshiyon se
aa rahi hai sadaa
dhadkane hai deewani
dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun, sun, sun zara
beete lamhon ke saaye to
bas yahin tham gaye hain
yaad mujhe aaye teri baatein
palkon ki surkh chaadar pe
ashq bhi jam gaye hain
teri aankhon se na hat thi aankhein
bebasi ka hai alam
kya karoon main bataa
dhadkane hai deewani
dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun zara
sun zara, soniye sun zara
aaj khamoshiyon se aa rahi hai sadaa
dhadkane hai deewani
dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun zara
sun zara, soniye sun zara
choom ke apne honthon se
tere ghum ko churaa loon
laake tujhe de doon, khushiyan saari
apne har beqraari ko
seene mein hi chuupa loon
meri chaatein jaayen, tujhpe waari
sehmi sehmi labon mein
gul gayi hai dua
dhadkane hain deewani
dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun zara
sun zara, soniye sun zara
aaj khamoshiyon se
aa rahi hai sadaa
dhadkane hain deewani
dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun zara - 4

See also:

122
122.72
20-Dark Side of the Sun Lyrics
21-Posse Bonus Lyrics