Sukhwinder Singh Jaane Tu Meri Kya Hai Lyrics

Jaane Tu meri kya hai
Jaane main tera kya tha
Saath tere har pal
Saath har lamha tha

Jaane kaisi kasak hai
Jaane kaisi tadap hai
Kyun ye aankhen naam hai
Jaane kaisaaaaaaa gham hai

Hai Dosti humko yakeen tha
Dosti aur kuch bhi nahi tha
Par kaise tujhko bolte
Kyun chubte hai pairon mein kaanten
Jaana dil jaana kaise maine na jaana
yeh pyar yehi hai
yeh jaane tu ya jaane na
Jaana dil jaana kaise tune na jaana
yeh pyar to hai
yeh jaane tu ya jaane na

Jaane Tu meri kya hai
Jaane main tera kya tha
Saath tere har pal
Saath har lamha tha

kyun aise chubti hai tujhse ye doori
kyun lagti hai zindagi yun adhuri
chua kisine tujko toh laga kay
dil mein kisi ne jaise aag laga ke
duniya jala di hai meri

Jaane Tu meri kya hai
Jaane main tera kya tha
Saath tere har pal
Saath har lamha tha

Jaane kaisi kasak hai
Jaane kaisi tadap hai
Kyun ye aankhen naam hai
Jaane kaisaaaaaaa gham hai

Jaana dil jaana kaise maine na jaana
yeh pyar yehi hai
yeh jaane tu ya jaane na
Jaana dil jaana kaise tune na jaana
yeh pyar to hai
yeh jaane tu ya jaane na

See also:

124
124.32
Silk Freak (Let Me Lick You Up & D Lyrics
Officium Triste The Happy Forest Lyrics