K.K 07. Zara Sa (Power Ballad) Lyrics

zara si dil mein de jagah tu
zara sa apna le bana
zara sa khabon mein saja tu
zara sa yadon mein basa

main chahoon tujhko meri jaan bepanha
fida hoon tujhpe meri jaan bepanha

ooooo........

kyon itna mujhse hai khafa tu
ki maine aisi kya khata
kyon itna mujhse hai judaa tu
kya tere dil mein hai bata
main chahoon tujhko meri jaan bepanha
fida hoon tujhpe meri jaan bepanha

ooooooo.............

Ab meri manzil ke aur mere darmiyan
bas zara sa bacha hai fasla
aise mein daaman chudake tu na ja
bin tere har khushi hai bewajah
main chahoon tujhko meri jaan bepanha
fida hoon tujhpe meri jaan bepanha

oooooooo...........

zara si dil mein de jagah tu
zara sa apna le bana
zara sa khabon mein saja tu
zara sa yadon mein basa

See also:

125
125.1
Älskade barnvisor Imse vimse spindel Lyrics
Coheed And Cambria 13 - V - On The Brink Lyrics