Shaan Chand Sifarish Lyrics

hmm hmm hmm hmmm la la la
hey hey hey hey ah ha
(subhaan allaah subhaan allah subhaan allah) - 2
valle valle - 3

chaand sifarish jo karta hamari , deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke , karni hain hamko khata
zidd yeh ab to hai khud ko mitaanaa , hona hai tujh mein fanaa

chaand sifarish jo karta hamari , deta woh tumko bata
sharm-o-haya ke parde gira ke , karni hain hamko khata

valle valle - 2

teri adaa bhi hain jhonke wali , chhu ke gujar jaane de
teri lachak hain ke jaise daali , dil mein utar jaane de
aaja baahon mein karke bahana , hona hain tujhmein fanaa

chaand sifarish jo karta hamari , deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke , karni hain hamko khata

subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
subhaan allaah subhaan allah subhaan allah

hain jo iraaden bata doon tumko , sharmaa hi jaaogi tum
dhadakanen jo suna doon tumko , ghabraa hi jaaogi tum
hamko aata nahi hain chhupana , hona hain tujhmein fanaa

chaand sifarish jo karta hamari , deta woh tumko bata
sharm-o-haya ke parde gira ke , karni hain hamko khata
zidd hain ab toh hain khud ko mitana , hona hain tujhmein fanaa
zidd hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fana

See also:

15
15.115
Arbolito Estofado Lyrics
South Park OST Blame Canada Lyrics