Lucky Ali Anjani Raahon Mein Lyrics

Anjane Rahon Mein Tu Kya Dhoondta Fire
Door jisko samjha woh to paas hai tere
saans mein hawa, jaan mein zameen
dil mein khula asman.
pyar hai khuda, pyar hai khushi
pyar se hai dono jahan
tera yeh ashiyana, mera bhi ashyana Hoo
Anjane Rahon Mein phir Kya Dhoondta Fire
Door jisko samjha woh to paas hai tere
Ghoomta raha, door tu kahin
udte badlon ki tarha
kahi se tujhe ayi hai sada
lot ke aa ab zara

tera yeh ashiyana, mera bhi ashyana Hoo
woh jhimilati akhein, bholi si ada
woh dheere dheere, chal ke lahrati hawain
dhoondoon lejaon wahan, jahan ho ghar apna
oooo teri akhon mein paya hai, aaj tumse milne ka din hai aya hai, aya hai

saans mein hawa, jaan mein zameen
dil mein khula asman.
pyar hai khuda, pyar hai khushi
pyar se hai dono jahan
tera yeh ashiyana, mera bhi ashyana Hoo
Anjane Rahon Mein phir Kya Dhoondta Fire
Door jisko samjha woh to paas hai tere.

See also:

21
21.9
Lowgold Beauty Dies Young [Graham Coxon Mix] Lyrics
Blink 182 Hidden Track Lyrics