Atif Hum Kis Gaali Ja Rahe Hain Lyrics

hum kis galin ja rahein hain
apana koyi thikaana nahin

armaano ki anjuman mein besud hain apani lagan mein
apana koyi fasaana nahin
ye yi ye yi ye yi ye...o o o o o o o...

(ek ajnabi sa chehara, rehata hain meri nazar mein
ek dard aa ke thehara din raat darde jigar mein)
jaagi hain kaisi talab si, ye aarajoo hain ajab si
lekin kisiko bataana nahin
hum kis galin ja rahein hain
apana koyi thikaana nahin

(betaabiyaan hain pal pal chayaa ye kaisa nasha hai
khaamoshiyon mein sada hosh bhi gumshuda hai)
dar dar ka ghumata hai, masti mein kyon jhumata hai
deewaane dil ne jaana nahin
hum kis galin ja rahein hain
apana koyi thikaana nahin

See also:

25
25.1
Antonello Venditti Che Fantastica Storia La Vita Lyrics
Traband Nemam rad trpasliky Lyrics