029 RoG maine dil se kaha Lyrics
            maine dil se kaha dhundh lana khushi,nasamaj laya gam to ye gam hi
            sahi.....2
            bechara kaha jaanta hai khalish hai ye kya khata hai,
            sahar bhar ki khushi se ye dard mera bhara hai
            jashn ye ras na aye maza to bas gam mein aya hai,
            maine dil se kaha dhundh lana khushi,nasamaj laya gam to ye gam hi
            sahi.
        
            kabhi hai ishq ka ujala kabhi hai maut ka andhera
            batao kaon bhes hoga mein jogi banu ya lutera
            kahi chehre hai is dil ke najane kaun sa mera.
            maine dil se kaha dhundh lana khushi,nasamaj laya gam to ye gam hi
            sahi.
        
            hazaro aise fasle the jo tay karne chale the
            rahe magar chal padi thi aur pichhe ham reh gaye the
            kadam do char chal paye kiye fere tere gam ke
            maine dil se kaha dhundh lana khushi,nasamaj laya gam to ye gam hi
            sahi.
        
See also:
JustSomeLyrics
29
29.55
Echo & The Bunnymen Crocodiles Lyrics
Electric Wizard Devil's Bride Lyrics