DJ Doll Kaliyon Ka Chaman Lyrics

kaliyon ka chaman tab banta hai
kaliyon ka chaman tab banta hai

thoda resham lagta hai
thoda sheesha lagta hai
heere moti jadte hain
thoda sona lagta hai X2

payal koi jab banti hai
payal koi jab banti hai

thoda peetal hota hai
thode ghungroo hote hain
phir ik gauri hoti hai
paaon mein dori hoti hai X2

sawan ki jhadi jab lagti hai
sawan ki jhadi jab lagti hai

thode badal hote hain
jaise kajal hota hai
thodi boondein hoti hain
man yeh pagal hota hai X2

yovan ki rut jab aati hai
yovan ki rut jab aati hai

thode bhanware hote hain
thodi masti hoti hai
bade toofan hote hain
unmein kashti hoti hai X2

See also:

30
30.10
Neo Spellbound Lyrics
Ashlee Tisdale Be Good To Me Lyrics