Garam Masala (2005) Kiss Me Baby Lyrics

teri aankhein garam masala
teri baatein garam msaala
uff yeh makhra garam masala
mere dil pe dhadkano pe
tune jaadu kar daala
(kiss me baby - 2 hoth tere mai ka pyala
kiss me baby - 2 tu hain mera garam masala) - 2

mushkil hain kitna mushkil andekha woh kar paana
dekhe jo tujhko dekhe ho jaaye woh deewana
teri rangat garam masala
rang tera garam masala
teri chahat garam masala
ang tera garam masala
mere dil pe dhadkano pe
tune jaadu kar daala
kiss me baby - 2 hoth tere mai ka pyala
kiss me baby - 2 tu hain mera garam masala

ha yeh teri shokh adaye yeh teri mast jawani
ek din tu ban jaayegi mere sapno ki raani
ishq tera garam masala
husn tera garam masala
tera dil woh garam masala
j___ tera oh yah
mere dil pe dhadkano pe
tune jaadu kar daala
kiss me baby - 2 hoth tere mai ka pyala
kiss me baby - 2 tu hain mera garam masala

teri aankhein garam masala
teri baatein garam msaala
uff yeh makhra garam masala
mere dil pe dhadkano pe
tune jaadu kar daala
(kiss me baby - 2 hoth tere mai ka pyala
kiss me baby - 2 tu hain mera garam masala) - 2

See also:

31
31.113
Perasma Swing to Harmony Lyrics
Intocable Basto Lyrics