Asha Bhosle Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha (Pitch M2) Lyrics

Female: (Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
Main yahan se vahan) - 2

Female: Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan
Main yahan, Tum kahan, Main yahan

Female: Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
Main yahan se vahan

Male: (O mere humsafar pyaar ki raah par
Saath chale hum magar kya khabar) - 2
Raaste mein kahin reh gaye humnashi, Tum Kahan
Main yahan, Tum kahan, Main yahan

Female: Jaanejaan dhoondhti phir rahi hoon tumhein raat din
Main yahan se vahan
Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan
Main yahan, Tum kahan, Main yahan

Male: (Dil machalne laga yoonhi dhalne laga
Rang bhara pyaar ka ye sama) - 2
Aaj aise mein bas chhodke chal diye, Tum Kahan
Main yahan, Tum kahan, Main yahan

(Male + Female): Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
Main yahan se vahan
Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam, Tum kahan
Main yahan, Tum kahan, Main yahan

See also:

32
32.50
Abram Sinopsis Lyrics
HIM HIM It's all tears Lyrics