Amit Kumar Dil Mein Baji Guitar Lyrics

dekha jo tujhe yaar
dil mein baji guitar - 2
chhalka aankhon se pyar
dil mein baji guitar
chaa raha kaisa yeh nasha re...
aa raha jeene kaa mazaa re..
arerere main toh gaya re...dil bhi gaya re - 2

Dil ke varak pe hai likha
Jaaane wafa tera naam
Chalte Chalte ruk jao to phir
hove mohabbat ki shaam
jhoomu jhoomu teri bahoon mein jhoomu
Chumu chumu tere hooton ko chumu
hey Chahat ki sun pukar dil mein bagi sitaar 2
Saansein hai bekarar maan mein bagi sitaar
Jhoom utha sara yeh jahaan re
chu liya mein aaasman re
arerere mein to gaya re dil bhi gaya re 2

Pepaal kiya chaiyaan tale
Ek duje mein hum kho jayeen
tinka tinka chun chun ke hum tum
chota sa ek ghar banaye
chahoon chahoon din raaat mein chaahoon
lamha lamha tere saath betaoon

Sawaan mein mere yaar Dhadkan gaye malhaar 2
Saason mein tere pyaar Dhadkan gaye malhaar
Rog mujhse kaise yeh laga re,Raat bhaar khwaabo mein jaga re

arerere mein to gaya re dil bhi gaya re 2

dekha jo tujhe yaar
dil mein baji guitar - 2
chhalka aankhon se pyar
dil mein baji guitar
chaa raha kaisa yeh nasha re...
aa raha jeene kaa mazaa re..
arerere main toh gaya re...dil bhi gaya re - 2

See also:

34
34.85
Godhead Lies Lyrics
Pereza 3. Estrella polar - WwW.BaJanDoXviD.CoM Lyrics