aashiq banaya Lyrics

o o...
(aashiq banaya - 3 aapne ) - 2
(tere bin suni suni hain baahein
teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
tere bin bin asar meri aahein) - 2
tere bin

(tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko naa aaye) - 2
tere bin

(meri nigaaho mein tera chehra rawaa hain
gehre hain armaan jaane ja paagal samaa hain ) - 2
(apni daayre se toh main chutne lagi hu
tere baajuo mein aake tootne lagi hu ) -2
tere bin jeena nahi hain gawara
tere bin dil ka nahi hain gujara
tere bin kaun apna sahaara
(aashiq banaya - 3 aapne ) - 2

(bechainiyo ka faaslo ka silsila hain
dardejigar ka yeh sabab hamko mila hain ) - 2
(betaabiyo ne hamko chur kar diya hain
pass aane pe majboor kar diya hain ) - 2
tere bin raat kat ti nahi hain
tere bin pyas mit ti nahi hain
tere bin duri ghat ti nahi hain
(aashiq banaya - 3 aapne ) - 2

See also:

35
35.62
Animal X & 3rei Sud Est & Cristiana Raduta Muzica anti-drog Lyrics
Klaxons Magick (Simian Mobile Disco mix) Lyrics