Pankaj Gautam Maula mere Lyrics

Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Uu..hu..uu..

Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha magar
Kuch reh gaya baaki
Faqr bhi kiya hai maula
Ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya magar
Kuch reh gaya baaki

Tu nahi dikha hai maula
Sab nahi bika re maula
Aur jahan rukha wahan pe
Jaam hai kaali
Dum taram taram taram ta..

Chaha ki kami mein tu hai
Aankh ki nami mein tu hai
Aansu mein tu pyaas mein tu
Saans mein tu...
Bewaja hasi mein tu hai
Jo dhike ussi mein tu hai
Ashk mein tu rashq mein tu
Jaan mein tu...

Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha magar
Kuch reh gaya baaki
Faqr bhi kiya hai maula
Ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya magar
Kuch reh gaya baaki

Tu nahi dikha hai maula
Sab nahi bika re maula
Aur jahan rukha wahan pe
Jaam hai kaali
Dum taram taram taram ta..

Zheest ki sacchayiyon se
Rooh ki gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se
Tu guzar zara.. (Repeat once)
Dum taram taram taram ta..

See also:

35
35.65
sonata arctica my_dreams_but_a_drop_of_fuel_f Lyrics
卓文萱 03. 梁山伯与茱丽叶 Lyrics