Chak_De_India-[BollyExtreme.com] Lyrics

kuch kariye
kuch kariye
nuss nuss meri khaule...
hoye kuch kariye
kuch kariye
kuch kariye
buss buss bada bole...
ab kuch kariye
ho...
koi to chal zidd fariye
doobe, kariye ya mariye
haye..
koi to chal zadd fariye
doobe, kariye ya mariye
chak de...
ho chak de india
chak de...
ho chak de india

nowhere to run nowhere to hide
this is the time to do it now

goonjon mein galiyon mein
ration ki phalliyon mein
mahalon mein beejon mein
id-on mein teej-on mein
raeton ke daano mein
filmon ke gaano mein
sadkon ke gaddon mein
baaton ke addon mein
hunkara aaj bhar lein
dus baarah baar kar lein
rehna na yaar peeche
kitna bhi koi kheenche
tass hai na
mass hai ji
zidd hai to ho
zidd hai ji
pisna yuhin
pisna yuhin
pisna yuhin
bas kariye....
koi to chal zidd fariye
doobe, kariye ya mariye
haye..
koi to chal zadd fariye
doobe, kariye ya mariye
chak de...
ho chak de india
chak de...
ho chak de india

nowhere to run nowhere to hide
this is the time to do it now

ladtee patangon mein
bhidti umangno mein
khelon ke melon mein
balkhati railon mein
ganno ke meethe mein
phakkar mein cheente mein
dhundo to mil jaaye
patta wohi jo mein
rang aisa aaj nikhre
aur khul ke aaj bikhre
mann gaaye aisi boli
rugg rugg mein jal ke boli
tass hai na
mass hai ji
zidd hai to
zidd hai ji
pisna yuhin
pisna yuhin
pisna yuhin
bas kariye....
koi to chal zidd fariye
doobe, kariye ya mariye
haye..
koi to chal zadd fariye
doobe, kariye ya mariye
chak de...
ho chak de india
chak de...
ho chak de india

See also:

35
35.68
Rocky Votolato Montana Lyrics
Narcotic Thrust When the Dawn Breaks (Original Dub) Lyrics