Junoon Khwab Lyrics

Door jo aaj hain
yaad ate to hain

khwab adhoray shai
khwab sahary to hain

aaj bhi meri rahain rokti hain
yadain teri daman khanchty hain
bhool chukay hain jo humain
yaad ate to hain

sadiyun ke fasle aaj hain darmian
hojain mager jitni bhi doorian

aap jahan bhi rahain
aap humary to hain
khwab adhorai shai
khwab sahary to hain

jany phir kab milain tere mere rastay
aas toty nahe yaad itna rahay
raat dhalni to hai
aane ujalay to hain

See also:

36
36.62
Al Stewart End of the Day Lyrics
Добрынин Бабушки старушки Lyrics