Zubeen Ya Ali Lyrics

{Prelude}

Ya ali reham ali
Ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
Ya ali madad ali
Ya ali yeh jaan yeh meri zindagi
Ishq pe haan mita doon luta doon
Main apni khudi
Yaar pe haan luta doon mita doon
Main yeh hasti
Ya ali reham ali
Ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
Ya ali madad ali
Ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

{Interlude}

Mujhe kuchh pal de kurbat ke
Fakir hum teri chahat ke
Rahe bechain dil kab tak
Milein kuchh pal toh raahat ke
Chahat pe ishq pe haan mita doon luta doon
Main apni khudi
Yaar pe ha luta doon mita doon
Main yeh hasti
Ya ali reham ali
Ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
Ya ali madad ali
Ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

{Interlude}

Bina tere na ek pal ho
Na bin tere kabhi kal ho
Yeh dil ban jaaye pathhar ka
Na ismein koi hulchul ho
Sanam pe haan ishq pe ha mita doon luta doon
Main apni khudi
Kasam se haan luta doon mita doon
Main yeh hasti
Ya ali reham ali
Ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
Ya ali madad ali
Ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

See also:

36
36.113
Alfredo Casero Pobre soy Lyrics
Kylie Minogue So Now Goodbye Lyrics