Raghav Sachar Yeh Main Aaya Kahaan Hoon Lyrics

Haan yeh mein aaya kahan hooon
kauf hai sehma hua hooon
haan yeh kaise fiza hai
dard hai behka hua hoon
na jaane kaise yeh dua
na jaaane kasie yeh pukar
na jaaane kasie yeh fariyad hai
aye mere khuda
sun le yeh sada haan
zakhamo ko mere tu chupa
ruhh ki yeh parchayi
dil ki yeh tanhai
dundu tere sajde mein panaah

aah mujhe jaana kahan hai
soch mein dooba hua hoon
haan yeh kaise saza hai
dard se bheka hua hoon
anjaaani se hai yeh subah
anjaanna sa hai yeh safar
anjaana sa hai intezaar hai

aye mere khuda
sun le yeh sada haan
zakhamo ko mere tu chupa
ruhh ki yeh parchayi
dil ki yeh tanhai
dundu tere sajde mein panaah

meri hasratoon ka yeh afsaaana
meri kashmakash ka yeh taraana
besabr waqt ko dundhe zamana

aye mere khuda
sun le yeh sada haan
zakhamo ko mere tu chupa
ruhh ki yeh parchayi
dil ki yeh tanhai
dundhu tere sajde mein panaah

See also:

38
38.90
Gabriël Rios Tu No Me Quieres Lyrics
MAGO DE OZ SIEMPRE ESTAS ALLI Lyrics