Gangster (2006) Ya Ali Lyrics

ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh zindagi
ishq pe haan mita doon luta doon
main apani khudi
yaar pe haan luta doon mita doon
main yeh hasti
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

(high) mujhe kuchh pal de purvat ke
faki hampe chahat ke
rahe bechain dil kab tak
milen kuchh pal toh raahat ke
chahat pe ishq pe haa mita doon luta doon
main apani khudi
yaar pe ha luta doon mita doon
main yeh hasti
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

(low) bina tere na ek pal ho
na bin tere kabhi kal ho
yeh dil ban jaaye pathhar ka
na ismein koi hulchul ho
sanam pe ha ishq pe ha mita doon luta doon
main apani khudi
kasam se ha luta doon mita doon
main yeh hastii
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

See also:

40
40.62
Elvis Costello Notting Hill - She Lyrics
Caravan I Don't Know Its Name (alias The Word) Lyrics