Adnan Sami Teri yaad Lyrics

Jab chandni barh kar raaton pai chhaati hai 2x
teri yaad aisay main dil ko tarpati hai
Teri yaad aati hai.

Qissay wo baharon kai beetay nazaron kai 2x
phir a ke sunati hai aur hum ko rulati hai
Teri yaad aati hai.

Itna to batao kya yehi chaandni jaa kar 2x
koi khuaab jagati tum ko bhi satati hai
Teri yaad aati hai.

Jab chandni barh karraaton pai chhaati hai 2x
teri yaad aisay main dil ko tarpati hai
Teri yaad aati hai.

Jab yaad meri tumko har waqt rulaye to
har saans judayee ki mushkil hojaye to
phir bhool ke sab baatien mere paas aa jana
aur tordh ke sab natay mere mere pass aa jana
phir lout ke mat jaana

Jab chandni barh kar raaton pai chhaati hai 2x
teri yaad aisay main dil ko tarpati hai
Teri yaad aati hai.

qissay wo baharon kai beetey nazaron kai 2x
phir a ke sunati hai aur hum ko rulati hai
Teri yaad aati hai.

Teri yaad aati hai.(3x)
dil ko tarpaati hai
Teri yaad aati hai.(3x)

See also:

5
5.36
Asian Dub Foundation Warring Dhol Lyrics
Jay-Z Crazy Lyrics