Anu Malik Meri Jane Jigar Lyrics

Meri jaan-e-jigar dekhna hai agar
Tu mere ishq ki imtehaan dekh le
Maan kehna mera dekhna aaina
Meri aakhon mein chehra tera dekh le
Meri jaan-e-jigar dekhna hai agar
Tu mere ishq ki imtehaan dekh le
Maan kehna mera dekhna aaina
Meri aakhon mein chehra tera dekh le

Main jahaan bhi gaya har ghadi har jagah
Yaad aayi teri yaad aayi teri
Jaaye tu jo kabhi mujhko aisa lage
Jaan jaaye meri jaan jaaye meri
Dekh tere bina haal kya hai mera
Mudke ek baar to dilruba dekh le
Maan kehna mera dekhna aaina
Meri aakhon mein chehra tera dekh le

Kya fiza kya falak sab mein teri jhalak
Dekhe meri nazar dekhe meri nazar
Koi chaahega na chaahta hoon tujhe
Main sanam jis kadar main sanam jis kadar
Meri baahon mein aao, meri raahon mein aao
Manzilon ka teri tu pata dekh le
Maan kehna mera dekhna aaina
Meri aakhon mein chehra tera dekh le

Meri jaan-e-jigar dekhna hai agar
Tu mere ishq ki imtehaan dekh le
Maan kehna mera dekhna aaina
Meri aakhon mein chehra tera dekh le

See also:

44
44.68
Kid Rock World Class Lyrics
Norther Norther - Fuck You Lyrics