Udit Narayan Tere Naam Lyrics

La La La La La La Lala La La La La
Tere Naam Hum Ne Kiya Hai Jeevan Aapna Sara Sanam
Ho Jeevan Aapna Sara Sanam
Tere Naam Tere Naam
Tere Naam Hum Ne Kiya Hai Jeevan Aapna Sara Sanam
Ho Jeevan Aapna Sara Sanam
Pyaar Bahut Karte Hai Tumse Ishq Hai Tu Humara Sanam
Ho Ishq Hai Tu Humara Sanam
La La La La La La Lala La La La La
La La La La La La La La La La La La La La La La La

Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya
Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya
Neeindo Mein Aankhon Mein Pyaase Khwabon Mein
Gulshan bhi ab to veerana lagta hai
Har apna hamko beigana lagta hai
Hum teri yaadon mein khoye rehte hai
Log hame paagal deewana kehta hai
Tere Bina Tere Bina
Tere Bina Naamumkin Hai Zindagi Ka Guzara Sanam
Ho Zindagi Ka Guzara Sanam

Lagi Chote Na Lagi Chote Na Lagi Chote Na
Ishq Ka Dhaga Tote Na
Lagi Chote Na Lagi Chote Na Lagi Chote Na
Ishq Ka Dhaga Tote Na
Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya
Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya

Nainon Se Behte Ashkon Ke Dharon Mein
Humne Tujh ko Dekha Chand Sitaron Mein
Virhaa Ki Agni Mein Pal Pal Tapti Hai
Ab To Saansein Teri Maala j__ti Hai
Tere Liye Tere Liye
Tere Liye Is Duniya Ka Har Sitam Hai Gawara Sanam
Ho Har Sitam Hai Gawara Sanam
Tere Naam Hum Ne Kiya Hai Jeevan Aapna Sara Sanam
Ho Jeevan Aapna Sara Sanam

Tere Naam Tere Naam

See also:

44
44.118
Sami Yusuf sami_yusuf.my_ummah_2005_cd_11.mother Lyrics
Van Morrison All Work And No Play Lyrics