is pal Lyrics

is pal main hoon ya tum bhi ho
ya dono ho ke bhi na hain
kyon ho kya ho, ho bhi ki naa ho
ya kehna sun-na manaa hai
is pal mai hoon ya tum bhi ho
ya dono ho ke bhi na hain

tumhe dekh ke yaad aayi, wahi bisri kahaani
deewane ka kissa, ya phir ik deewani
dono sang sang rehte hardum
aisa ye, maine suna hai
is pal main hoon ya tum bhi ho
ya dono ho ke bhi na hain
kyon ho kya ho, ho bhi ki naa ho
ya kehna sun-na manaa hai

ishq hua...
tum bata do yaad koi, kya puraani leke aaun
yaa nishani deke jao
yaa kahani leke jaao
Ya ki mann chod do jaye
Yeh jaata ,jaata jahan hai
is pal main hoon ya tum bhi ho
ya dono ho ke bhi na hain
kyon ho kya ho, ho bhi ki naa ho
ya kehna sun-na manaa hai
is pal main hoon

See also:

45
45.13
Zerina Cokoja & Halid Beslic Samo tebi Lyrics
symple red for your babies Lyrics