Himesh Reshammiya Namumkin Lyrics

teri yaadon ko ji rahaa hoon
har lamha har ek pal mein
tera ehsaas mehssos karta hoon
suni dhadkan ki halchal mein

abb ja ke maine jaana - 2
naamumkin hai tum bin ji paana - 2
dar-e-dil ka fasaana, mushkil hai chhupaana - 2
abb ja ke maine jaana
naamumkin hai tum bin ji paana - 2

teri yaadon ka samundar hai tadapate dil ke andar
dur tak meri nazar mein, hai tere khwaabon ke manjar
har ghadi saanson mein abb toh, chhub rahe chaahat ke khanjar
naamumkin hai tum bin ji paana
abb ja ke maine jaana
naamumkin hai tum bin ji paana - 2

(naamumkin hai - 3), tum bin ji paana
tutate rishtion ke dhaage, chutate khushiyon ke saaye
kyun gire aankhon se aansu, koyi bhi na jaan paaye
haadase aise huye ki ban gaye apane paraaye
naamumkin hai tum bin ji paana
abb ja ke maine jaana
naamumkin hai tum bin ji paana - 4
abb ja ke

See also:

45
45.123
Eminem Eminem - Just Lose it Lyrics
The Tribe Tribe Spirit Lyrics