Asha Bhonsle Hum Hain Ishq-e-Mastana - Kahat Kabir Lyrics

Hum hain ishq mastana ki hum ko hoshiyari kya
Rahein aajad ya jag mein hum ko duniya se yaari kya

Jo b____hde piyare se bhatakte dar-b-dar firte
Hamara yaar hai hum mein
Hamara yaar hai hum mein to hum ko intzaari kya

Na pal b____hde piya hum se, na hum b____hde piyare se

Unhi se neh laaga hai
Unhi se neh laaga hai,humko bekarari kya

Kabira ishq kaam aata duvidha door kar dil se

Jo chalna raah nazuk hai
Jo chalna raah nazuk hai humein sar bojh bhari kya
Jo chalna raah nazuk hai humein sar bojh bhari kya
Hum hain ishq mastana ki hum ko hoshiyari kya

See also:

46
46.8
Neil Finn Into The Sunset Lyrics
Alejandro Fernández & Gloria Stefan En el jardín.- Lyrics