Unknown O Pape Pyaar Karke Lyrics

O pappe pyaar kar ke
O rabba main pyaar kar ke pachtaya
O rabba pyaar kar ke
O pappe main pyaar kar ke pachtaya

Main vi socha ek akela main rahoonga kitna re
Dil kabootar ud gaya mera dekh ke tera chikna ve
Phitte mooh Phitte Mooh Phitte mooh
Dil ne bura vasdaya
O pappe pyaar kar ke
O rabba main pyaar kar ke pachtaya
O rabba pyaar kar ke
O pappe main pyaar kar ke pachtaya

Sher sa tan ke tha jeeta, Yaar mere menu kende cheetah
Woh ab soorpnakha lagdi hai Jo pehle lagdi si seeta
Apne ghar mein qaid hua to Yeh samajh mein aaya hai
Mein jisse bulbul samjha woh aise yaad ka saaya
Ke zinda koi nahi bach paaya
O pappe pyaar kar ke
O rabba main pyaar kar ke pachtaya
O rabba pyaar kar ke
O pappe main pyaar kar ke pachtaya

Dil da kamra jad si khaali Roz gaunda rehaa qawwali
ek haath se hi bajti thi kitne taal mein meri taali
Ab gali sunti hai saari shor aaisa chaaya hai
Usne ghar vich aake mera aisa band bajaya
ki mujhpe hasta hai mera saaya
O pappe pyaar kar ke
O rabba main pyaar kar ke pachtaya
O rabba pyaar kar ke
O pappe main pyaar kar ke pachtaya

See also:

46
46.114
Coldfinger Whole Lotta Love Lyrics
Alberto Castillo Yira, yira Lyrics